• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / So Ke Patthar Pe Kabhi Dekh Ki Sona Kya Hai

So Ke Patthar Pe Kabhi Dekh Ki Sona Kya Hai

poet

so ke patthar pe kabhi dekh ki sona kya hai

taaki ma.alum tujhe ho ye bichhauna kya hai

meri tanha.i kisi roz jo mujh se khele

ain-mumkin hai samajh ja.un khilauna kya hai

biij koi bhi ho vo jaḌ to pakaḌ hi lega

tai ye karna hai ki nam ḳhaak men bona kya hai

yuun na hone pe mire tujh ko na hairat hogi

main agar tujh ko bata duun ki ye hona kya hai

zikr-e-vahshat men agar TuuT giri hai ‘fa.ez’

chhoḌ tasbih ke danon ko pirona kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Nazar Se Na Ho Dur Ek Pal Ke Liye

poet

Sip Mutthi Mein Hai Aafaq Bhi Ho Sakta Hai

Pareshan Ho Ke Apni Zindagi Se

Mere honTon Pe Tere Nam Ki Larzish to Nahin

Gata Raha Hai Dur Koi Hir Raat Bhar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet