• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyasi Rah Mein Andesha-E-Laghzish Bahut Hai

Siyasi Rah Mein Andesha-E-Laghzish Bahut Hai

siyasi raah men andesha-e-laghzish bahut hai

tujhe barbad karne ko tiri ḳhvahish bahut hai

ada-kari riya-kari fareb-o-makr sikho

siyasat men inhin ausaf se pursish bahut hai

ye dilli hai dalalon ki yahan sab kaam honge

tumhari jeb ho bhari to asa.ish bahut hai

kabhi jo puchh lete ho hamara haal ham se

tumhare dil men ye thoḌi si gunja.ish bahut hai

kahun kuchh sher aise jo utar jaa.en dilon men

mire maula mujhe itni tiri baḳhshish bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang Birange Sapnon Jaisi Aankhen Teri

farah-iqbal

Ek Muddat Se Yahan Thahra Hua Pani Hai

shakeel-badayuni

Ab To Khushi Ka Gham Hai Na Gham Ki Khushi Mujhe

poet

Maut Bhi Aati Nahin Hijr Ke Bimaron Ko

talKH Lamhat Mein Jiya Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet