• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mufassal Dastanen muKHtasar Kar Ke Dikhaenge

Mufassal Dastanen muKHtasar Kar Ke Dikhaenge

poet

mufassal dastanen muḳhtasar kar ke dikha.enge

tavalat umr bhar ki jast bhar kar ke dikha.enge

jo sapne dekh rakkhe hain jahan-e-dida-e-va ne

unhen ta.abir ke zer-e-asar kar ke dikha.enge

ye vo nam-nakiyan hain jo hava dengi alaav ko

ye vo aansu hain jo ḳhud ko sharar kar ke dikha.enge

bharosa rah gaya kuchh ḳhaak ko ham par agar to ham

fana ke samne jivan basar kar ke dikha.enge

talaffuz par na ho mauquf jab kuchh to ma.ani ko

kisi ke lafz kya zer-o-zabar kar ke dikha.enge

ye badal kya dikha.enge hava ko mushta.il ho kar

ye patte peḌ ko kya dar-ba-dar kar ke dikha.enge

ijaza ho gaya mojaz-bayani ka to ham tere

isi tuḳhm-e-tahayyur ko shajar kar ke dikha.enge

agar patal ban ja.ega us ki tah men utrenge

agar choTi banega us ko sar kar ke dikha.enge

guman jo os ke qatron ki surat hain abhi ‘ḳhavar’

kisi din vo tumhen ḳhud ko bhanvar kar ke dikha.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nazar-Nawaz Nazaron Ki Yaad Aati Hai

obaidullah-aleem

Mere Khuda Mujhe Wo Tab-E-Nai-Nawai de

noshi-gilani

Hamare darmiyan Ahd-E-Shab-E-Mahtab Zinda Hai

poet

Na Koi Nilam Na Koi Hira Na Motiyon Ki Bahaar Dekhi

sara-shagufta

Aankhen do Judwan Bahnen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet