• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sare Manzar Fusun Tamasha Hain

Sare Manzar Fusun Tamasha Hain

bashar-nawaz

saare manzar fusun tamasha hain

kal ghataen thiin aaj dariya hain

koi yadon se jod le ham ko

ham bhi ik tutta sa rishta hain

naav jaise bhanvar men chakrae

ab bhi ankhon men khvab zinda hain

be-tahasha havaon se puchhen

raste kis safar ka nauha hain

dhund odhe nigahen kaisi hain

saans lete hue khandar kya hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Puchhta Kaun Wafa Se Uski

ahmad-nadeem-qasmi

Rang-E-Harf-E-Sada Ki duniya Mein

Is Dil Ko Agar Tera Sahaara Nahin Milta

abbas-dana

dil Lagaya Hai To Nafrat Bhi Nahin Kar Sakte

Zulmat Hai to Phir Shoala-E-Shab-Gir Nikalo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet