• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sitam Mein Tab Kam Ho to Pashemani Mein Rahti Hain

Sitam Mein Tab Kam Ho to Pashemani Mein Rahti Hain

sitam men taab kam ho to pashemani men rahti hain

mire gham se miri ḳhushiyan pareshani men rahti hain

tumhari shakl in ankhon men aa jaati hai din Dhalte

ye donon sipiyan phir raat bhar paani men rahti hain

jo dard-e-zaḳhm baḌhta hai to lutf-andoz hota huun

miri sab rahaten us ki namak-dani men rahti hain

mire andar ke gham bahar bhi zahir hote rahte hain

ye dil ki silvaTen hain jo ki peshani men rahti hain

azal se hai hamari ankhon men paivast a.ina

so in men jhankne vaali bhi hairani men rahti hain

tumhen main chuum luun chhu luun zara ik sharm hai varna

ye saari justujuen hadd-e-imkani men rahti hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj Bhi Hath Pe Hai Tere Pasine Ki Tari

poet

Milne Ka Nahin Rizq-E-Muqaddar Se Siwa Aur

Na Iltimas-O-Guzarish Na Iltija Koi

Jhalakti Hai Meri Aankhon Mein Bedari Si Koi

Ye Kaun Kahta Hai Tu Halqa-E-Naqab Mein Aa?

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet