• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sisak Lete Hain Gahe Nala-O-Zari Nahin Karte

Sisak Lete Hain Gahe Nala-O-Zari Nahin Karte

sisak lete hain gaahe nala-o-zari nahin karte

mohabbat jin ko hoti hai adakari nahin karte

kise batla.en ham kyon us ki mahfil men nahin jaate

huzuri jin ko hasil ho vo darbari nahin karte

hunar rakhte ho suune naḳhunon ko kuchh to zinat do

kabhi kyon aa ke mere dil pe gul-kari nahin karte

miri chahat ko hans kar kah diya divangi tum ne

to phir kyon paas aa kar duur bimari nahin karte

jo dil men hai tumhare saaf vo chehre se zahir hai

chalo munh se bhi kah do ziyada hushyari nahin karte

hain kuchh sukhe hue phulon ke bichchhu in kitabon men

inhi ke ḳhauf se ham saaf almari nahin karte

ye manzar rail ki khiḌki ke bahar jo badalte hain

guzar jaate hain un ko ḳhud pe ham taari nahin karte

ḳhususan imtihan ki date bhi jab yak-ba-yak aa.e

ajab kya fail ho jaa.en jo tayyari nahin karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-shakeel

Meri Mitti Se Agar Ruh Nikali Jae

poet

Nahin Qaul Se Fel Tere Mutabiq

Nadim-E-Dard-E-Mohabbat baDa Sahaara Hai

Wo Dilbar Hain to Goya Dilbari Karni paDegi

akhtar-shirani

Na Bhul Kar Bhi Tamanna-E-Rang-O-Bu Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet