• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sinon Mein umDe Hain Sad-Mauja-E-Gham Rote Hain

Sinon Mein umDe Hain Sad-Mauja-E-Gham Rote Hain

sinon men umḌe hain sad-mauja-e-gham rote hain

be-kafan laash liye saḌkon pe ham rote hain

kis liye ghaza-e-gham chehre pe malte hain aap

ham kahan jaate hue mulk-e-adam rote hain

aqrab-e-sham kise Dank nahin marte yaan

ham bhi rote hain magar aap se kam rote hain

kis qadar ho ga.e behis ye hamare sha.ir

aankh hi roti hai un ke na qalam rote hain

jism pe khaal bhi rahne nahin deta hai vo

dekh kar ham tire naa.ib ke karam rote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-azmi

dhup Chamki Raat Ki Taswir Pili Ho Gai

poet

Safar Mein Ab Bhi Aadatan Sarab Dekhta Hun Main

Tere Suluk Ka Gham Subh-O-Sham Kya Karte

Jab Tak Ki Tabiat Se Tabiat Nahin Milti

Musafir KHana-E-Imkan Mein Bistar chhoD Jate The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet