• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sine Mein Liye Jine Ke Arman Hazaron

Sine Mein Liye Jine Ke Arman Hazaron

siine men liye jiine ke arman hazaron

mar jaate hain har din yahan insan hazaron

sab husn ko ma.asum samajhte hain jahan men

aur ishq ke mathe pe hain bohtan hazaron

har zaḳhm ne baḳhshi hai jila mere junun ko

qatil tiri shamshir ke ehsan hazaron

la-hasili aḳhir ko hai har chiiz ka hasil

har naf.a ke pahlu men hain nuqsan hazaron

ik zabt ki divar sambhale rahi mujh ko

har chand uThe mujh men bhi tufan hazaron

kuchh baat to us shoḳh men aisi hai yaqinan

phirte hain hatheli pe liye jaan hazaron

ai kaash mire sher pe kahta koi ‘raḳhshan’

qurban tire sher par divan hazaron

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Yun Aap Bairun-E-Dar Jaenge

wali-mohammad-wali

Hue Hain Ram Pitam Ke Nayan Aahista-Ahista

Kab Suni Tumne Ragni Meri

ahmad-nadeem-qasmi

Ek darkhwast

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet