• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sine Mein Charagh Jal Raha Hai

Sine Mein Charagh Jal Raha Hai

siine men charagh jal raha hai

mathe se lahu ubal raha hai

honTon pe chaman khile hue hain

ankhon se dhuan nikal raha hai

paikar pe uge hue hain kanTe

ehsas ka peḌ phal raha hai

batin men bapa hai ek tufan

dariya hai ki ruḳh badal raha hai

kya vaqt paḌa hai ai gham-e-jan

ḳhud apna vajud khal raha hai

main jis ki talash ko chala tha

vo shaḳhs to saath chal raha hai

tanha huun ‘jalil’ is nagar men

maqtal men charagh jal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Do Pal Ki Aashnai Bas

Dair-O-Haram Hain Manzar-E-Ain-E-iKHtilaf

Sufi

Bad-Karo

poet

Ahbab Ke Qarib Mohabbat Se baiThiye

Raaton Ke Andheron Mein Ye Log Ajab Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet