• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / simTe to Aise Shams-O-Qamar Mein simaT Gae

simTe to Aise Shams-O-Qamar Mein simaT Gae

simTe to aise shams-o-qamar men simaT ga.e

bikhre to aise ḳhaak ke zarron men baT ga.e

manzil kahan safar hi safar ho ga.i hayat

itna chale ki paanv se raste lipaT ga.e

ye vaqt ka karam hai ki rukte nahin hain din

kaTna na chahiye tha jinhen vo bhi kaT ga.e

ab dekhna hai kaun sanvarega tere phuul

ik ham hi teri raah ka kanTa the hiT ga.e

qad-avari pe ham ko bahut naaz tha magar

jab zindagi ki aag se guzre to ghaT ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maraz-E-Ishq Dil Ko Zor Laga

hasrat-mohani

Muqarrar Kuchh Na Kuchh Ismein Raqibon Ki Bhi Sazish Hai

sauda-mohammad-rafi

Jis dam Wo Sanam Sawar Howe

ahmad-khayal

Use Ek Ajnabi Khidki Se Jhanka

poet

Wo Mast-E-Naz Aata Hai Zara Hoshyar Ho Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet