• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naya Hai Shahr Nae Aasre Talash Karun

Naya Hai Shahr Nae Aasre Talash Karun

naya hai shahr na.e aasre talash karun

tu kho gaya hai kahan ab tujhe talash karun

jo dasht men bhi jalate the fasl-e-gul ke charagh

main shahr men bhi vahi aable talash karun

tu aks hai to kabhi meri chashm-e-tar men utar

tire liye main kahan aa.ine talash karun

tujhe havas ki avargi ka ilm kahan

kabhi main tujh ko tire samne talash karun

ghazal kahun kabhi saada se ḳhat likhun us ko

udaas dil ke liye mashghale talash karun

mire vajud se shayad mile suragh tira

kabhi main ḳhud ko tire vaste talash karun

main chup rahun kabhi be-vaj.h hans paḌun ‘mohsin’

use ganva ke ajab hausle talash karun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye chhoTa Sa Makan Baghiya Lagane Kaun Deta Hai

poet

Mera Tan Sar Se Juda Karte Hi Bekal Ho Gaya

Hasin Tujhse Tera Husn-E-Talab Tha

KHWAJA GHULAM FARID

Sade Nal Sada Tun Wass Pya

Teri Sohbat Mein baiTha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet