• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bair duniya Se Qabile Se Ladai Lete

Bair duniya Se Qabile Se Ladai Lete

rahat-indori

bair duniya se qabile se ladai lete

ek sach ke liye kis kis se burai lete

aable apne hi angaron ke taaza hain abhi

log kyuun aag hatheli pe parai lete

barf ki tarah december ka safar hota hai

ham use saath na lete to razai lete

kitna manus sa ham-dardon ka ye dard raha

ishq kuchh rog nahin tha jo davai lete

chand raton men hamen dasta hai din men suraj

sharm aati hai andheron se kamai lete

tum ne jo tod diye khvab ham un ke badle

koi qimat kabhi lete to khudai lete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHayal-O-Fikr Jahan Zawiye Badalte Hain

poet

Un Ke Sitam Bhi Kah Nahin Sakte Kisi Se Hum

poet

Humne Aankh Se Dekha Kitne Suraj Nikle Dub Gae

Tek Laga Kar baiTha Hun Main Jis buDhi Diwar Ke Sath

Sab Sharik-E-Sadma-O-Azar Kuchh Yunhi Se Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet