• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shuur Mein Kabhi Ehsas Mein Basaun Use

Shuur Mein Kabhi Ehsas Mein Basaun Use

ahmad-nadeem-qasmi

shuur men kabhi ehsas men basaun use

magar main chaar taraf be-hijab paun use

agarche fart-e-haya se nazar na aauun use

vo ruuth jaae to sau tarah se manaun use

tavil hijr ka ye jabr hai ki sochta huun

jo dil men basta hai ab haath bhi lagaun use

use bula ke mila umr bhar ka sannata

magar ye shauq ki ik baar phir bulaun use

andheri raat men jab rasta nahin milta

main sochta huun kahan ja ke dhund laun use

abhi tak us ka tasavvur to mere bas men hai

vo dost hai to khuda kis liye banaun use

‘nadim’ tark-e-mohabbat ko ek umr hui

main ab bhi soch raha huun ki bhuul jaun use

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kishwar-naheed

Talash dariya Ki Thi Ba-Zahir Sarab dekha

tahira-jabeen-tara

Kaghaz Pe Tera Naqsh Utara Nahin Gaya

Kaisi Kaisi Aayaten Mastur Hain Nuqte Ke Bich

Kabhi Bahaar Kabhi Gul Subu Thahri

syeda-nafis-bano-shama

Koi Batlae Majra Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet