• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / peD Tabir Ke Hare Hote

peD Tabir Ke Hare Hote

peḌ ta.abir ke hare hote

mere gar ḳhvab na bike hote

kaash ham ek hi mohalle men

mil ke ik saath hi baḌe hote

phir bhi kuchh aasra to ho jaata

saath khoTon ke gar khare hote

ham kabhi rasta bhaTakte nahin

diip rahon men gar jale hote

dasht se yuun na vasta paḌta

ham agar ishq se pare hote

dhuup se dosti agar hoti

mere ghar ke shajar hare hote

main to avaz de rahi thi tumhen

do ghaḌi kaash tum ruke hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahra Se Na Jangal Ki Kabhi KHak Se uTThe

Mohabbat Mein Koi Tanha Safar Achchha Nahin Lagta

Insan Ke Liye Is Duniya Mein Dushnam Se Bachna Mushkil Hai

adeeb-suhail

Hun Be-Suragh Rah Napta Hun

naina-adil

Ai Mere Shabd

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet