• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ibtida Thi Na Intiha Kuchh Der

Ibtida Thi Na Intiha Kuchh Der

ibtida thi na intiha kuchh der

darmiyan thi magar sada kuchh der

vo mire saath saath chalta tha

main jise puchhta raha kuchh der

us ka dhyan us ki yaad jaise gulab

naz-parvarda-e-saba kuchh der

ajnabi shakl par paḌi thi nazar

aa.i hai bu-e-ashna kuchh der

aur kya thi haqiqat-e-duniya

haath par haath tha dhara kuchh der

guhar-e-ḳhasta ab-dar hua

ḳhak-o-ḳhun men paḌa raha kuchh der

asl kirdar dast-e-gul-chin hai

bad-e-sarsar thi shola-za kuchh der

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushi Kaise Mere Dil Ki Chhupai Jaane Wali Hai

Aalam-E-Sakr Mein Jo Kahta Hun Kahne De Mujhe

Barun-E-Dar Nikalte Hi Bahut Ghabra Gaya Hun

Teri Judai Mein Ye Dil Bahut Dukhi to Nahin

siraj-aurangabadi

Ashk-E-Khunin Hai Shafaq Aaj Meri Aankhon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet