• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shor Itna Hai Ki Tanhai Ho Mahfil Jaise

Shor Itna Hai Ki Tanhai Ho Mahfil Jaise

shor itna hai ki tanha.i ho mahfil jaise

kisi tufan ki zad men koi sahil jaise

use dekha to ḳhayalon men jo manzil thi ga.i

vo hi tha meri tamannaon ka hasil jaise

main to samjha tha ki ham donon ka jazbat hai naam

aaj lagte ho magar tum kisi aaqil jaise

hama-tan gosh huun avaz pe us ki aise

mere siine men dhaḌakta ho tira dil jaise

pahli manzil pe hi qurban hua yuun ‘arif’

tai hue manzil irfan ke marahil jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Ajdad Ke KHazane The

talKH Lamhat Mein Jiya Hua Hai

Tirgi Nam Hai Dil Walon Ke uTh Jaane Ka

Sufi

Sochta Hun Ki Wo Kaisa Hoga

Tum to Hasad Ki Aag Mein Patthar Hi Lae The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet