• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Bar Hawaon Ne Jo Bedad-Gari Ki

Is Bar Hawaon Ne Jo Bedad-Gari Ki

is baar havaon ne jo bedad-gari ki

phir mere charaghon ne bhi shorida-sari ki

main ne kisi hanste hue lamhe ki talab men

is shahr-e-dil-avez men bas dar-ba-dari ki

kuchh aur vasila mire iz.har ko kam tha

sau main ne miri jaan sada sher-gari ki

ai ahd-e-ravan main tira mehman hua tha

lekin tire logon ne baḌi be-ḳhabari ki

halanki ka.i log hain naraz bhi mujh se

jo baat bhi ki main ne bahr-e-hal khari ki

paḌh leti hain lafzon ka tanaffus miri sochen

kuchh daad to di jaa.e miri dida-vari ki

main vo ki huun sadiyon ki masafat ka musafir

har lamhe ki aahaT ne miri ham-safari ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaankhon Se Maine Chakh Liya Mausam Ke Zahr Ko

khiDkiyan Kis Tarah Ki Hain Aur Dar Kaisa Hai Wo

Ye Saat-E-Rangini-E-Afkar Rahegi

Be-iKHtiyar Hum Jo Sar-E-Bazm Ro Diye

Ye Bhi Mumkin Hai Ki Aankhen Ho Tamasha Hi Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet