• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kiya Gardishon Ke Hawale Use Chaak Par Rakh Diya

Kiya Gardishon Ke Hawale Use Chaak Par Rakh Diya

kiya gardishon ke havale use chaak par rakh diya

ki banne bigaḌne ka har faisla ḳhaak par rakh diya

mujhe qasr-e-ta.abir ki us ne sab kunjiyan saunp diin

magar chhin kar ḳhvab ankhon se aflak par rakh diya

siva raakh hone ke ab koi chara bacha hi nahin

sharar-e-havas kis ne ye mere ḳhashak par rakh diya

koi hai jo girdab-e-gham se bacha.e hue hai mujhe

ki ik mehrban haath phir chashm-e-namnak par rakh diya

koi kaam ‘aslam’ bana hi nahin vahshaton ke baghair

jala kar charagh-e-junun taq-e-idrak par rakh diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pan Ban Ban Ke Meri Jaan Kahan Jate Hain

Zalzala Aaya Wo Dil Mein Waqt Ki Raftar Se

meer-mehdi-majrooh

Khanuman-Soz Ma-Siwa Hun Main

Wahi Be-Sabab Se Nishan Har Taraf

poet

Na Tera Ai Nigar Behtar Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet