• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kafi Nahin KHutut Kisi Baat Ke Liye

Kafi Nahin KHutut Kisi Baat Ke Liye

kaafi nahin ḳhutut kisi baat ke liye

tashrif la.iyega mulaqat ke liye

duniya men kya kisi se kisi ko gharaz nahin

har koi ji raha hai faqat zaat ke liye

ham bargah-e-naz men us be-niyaz ki

paida kiye ga.e hain shikayat ke liye

hain pattharon ki zad pe tumhari gali men ham

kya aa.e the yahan isi barsat ke liye

apni taraf se kuchh bhi unhon ne nahin kaha

ham ne javab sirf savalat ke liye

raushan karo na shaam se pahle charagh-e-jam

din ke liye ye chiiz hai ya raat ke liye

mahnga.i rah-e-rast pe le aa.i khinch kar

bachti nahin raqam buri adat ke liye

karne ke kaam kyuun nahin karte ‘shu.ur’ tum

kya zindagi mili hai ḳhurafat ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rah Mein Ghar Ke Ishaare Bhi Nahin Niklenge

Pur-Khaar Rahguzar Pe Hi Chalna Nahin Sada

ahmad-nadeem-qasmi

Chand Us Raat Bhi Nikla Tha Magar Us Ka Wajud

sheikh-ibrahim-zauq

Mahfil Mein Shor-E-Qulqul-E-Mina-E-Mul Hua

poet

Hayat-O-Maut Ki Uljhan Mein Dalta Kyon Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet