• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shoara Mein Na Ho Kyun Sher Hamara Uncha

Shoara Mein Na Ho Kyun Sher Hamara Uncha

poet

sho.ara men na ho kyuun sher hamara uncha

ki qad-e-yar ka mazmun hai bandha uncha

naaz ki nashv-o-numa hai ki hai joban ka ubhar

varna kya hai tire siine pe ye uncha uncha

dil musafir hai safar shab ka phir is par turra

kucha-e-zulf men hai har jagah nicha uncha

ai adab ḳhaar ki tazim hai nicha rahna

haan kahin ho na sar-e-abla-e-pa uncha

zulf hai past jo gesu se to ye kakul se

chau-gune martaba men is se hai turra uncha

chashm-e-bad-dur buland ashk hai sar se ik haath

ghair mumkin hai zamin se bahe dariya uncha

kyuun ‘vaqar’ apna gala pir-o-javan phaḌte hain

pir-e-kohna hai falak had se hai sunta uncha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-KHabar Saeban Abhi Tak Hai

asrarul-haq-majaz

Jigar Aur dil Ko Bachana Bhi Hai

Tishnagi Dil Ki Bujhana to KHabar Kar Dena

Wo Jo Mere Pas Se Ho Kar Kisi Ke Ghar Gaya

Ek Aisa Marhala-E-Rah-Guzar Bhi Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet