• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chehre Se Zindagi Ki Chamak KHatm Ho Gai

Chehre Se Zindagi Ki Chamak KHatm Ho Gai

chehre se zindagi ki chamak ḳhatm ho ga.i

itna hanse ki saari lalak ḳhatm ho ga.i

har rasta kahin na kahin jaata hai magar

chalta gaya main aur saḌak ḳhatm ho ga.i

mujh se chhuḌa ke haath bahut ḳhush hai vo magar

ḳhush-rang chuḌiyon ki khanak ḳhatm ho ga.i

kis sang-dil ḳhayal ne sahma ke rakh diya

yak-laḳht aa.ine ki chamak ḳhatm ho ga.i

phulon ki dilkashi men izafa hua to hai

lekin ye kya hua ki mahak ḳhatm ho ga.i

shaḳh-e-gulab lagti hai Daali babul ki

mausam ke saath saari lachak ḳhatm ho ga.i

aaj us ka main ne aḳhiri ḳhat bhi jala diya

‘ma.asum’ umr bhar ki kasak ḳhatm ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shab Ke Gham Din Ke Azabon Se Alag Rakhta Hun

Koi Tara Kahin Mahtab Se Milta-Julta

asrarul-haq-majaz

Wo Naqab Aap Se Uth Jae To Kuchh dur Nahin

Koi Dagh Hai Mere Nam Par

Waqar De Ke Kabhi Be-Waqar Mat Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet