• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Wo Majnun Hun Ki Aabaad Na Ujda Samjhun

Main Wo Majnun Hun Ki Aabaad Na Ujda Samjhun

poet

main vo majnun huun ki abad na ujda samjhun

musht-e-khak apni uda kar use sahra samjhun

is qadar mahv huun in shola-rukhon ka juun shama

ki na jalne ko pahchanun na tamasha samjhun

chashmak-e-yar hain mujh shama ke haq men gul-gir

dam ye qainchi ke main anfas-e-masiha samjhun

gardish-e-chashm-e-sajan le gaya khatir se ghubar

us ko dasht-e-dil-e-‘uzlat’ ka bagula samjhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mujhko Duniya Ke Har Ek Gham Se chhuDa Rakkha Hai

Mohabbat to Mohabbat Hi Nahin Thi

nasir-kazmi

dil Mein Aur To Kya Rakkha Hai

ahmad-shahryar

Inikas-e-Tishnagi Sahra Bhi Hai dariya Bhi Hai

poet

Ek Bar Phir Kaho Usi Naz-O-Ada Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet