• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shikwa Ab Gardish-E-Ayyam Ka Karte Kyun Ho

Shikwa Ab Gardish-E-Ayyam Ka Karte Kyun Ho

shikva ab gardish-e-ayyam ka karte kyuun ho

ḳhvab dekhe the to ta.abir se Darte kyuun ho

ḳhauf padash ka lafzon men kahin chhupta hai

zikr itna rasan-o-dar ka karte kyuun ho

tum bhi the zuud yaqini ke to mujrim shayad

saara ilzam usi shaḳhs pe dharte kyuun ho

afiyat kosh agar ho to bura kya hai magar

rah-e-pur-ḳhar-e-mohabbat se guzarte kyuun ho

jan-ba-lab ko nahin iifa ki tavaqqo.a ḳhud bhi

apne va.ade se bila-vaj.h mukarte kyuun ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thaharne Ko Hai Basti Ke Dar-O-Diwar Par Pani

Wafa Ke Sath Mohabbat Mein Nam Paida Kar

Kisi Ki Ishwa-Gari Se Ba-Ghair-E-Fasl-E-Bahaar

nasir-kazmi

Aaj To Be-Sabab Udas Hai Ji

Koi Rahzan Na Musafir Na Shajar Ki Surat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet