• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Qalam Se Kisi Ki Zaban Se Chalta Hun

Kisi Qalam Se Kisi Ki Zaban Se Chalta Hun

kisi qalam se kisi ki zaban se chalta huun

main tiir kis ka huun kis ki kaman se chalta huun

main thak gaya huun Thahar kar kisi samundar sa

ba-rang-e-abr tire astan se chalta huun

tu chhoḌ dega adhura mujhe kahani men

isi liye main tiri dastan se chalta huun

jo mere siine ke baa.en taraf dhaḌakta hai

usi ke naqsh-e-qadam par vahan se chalta huun

yahan se chalne ka matlab to aur hai lekin

main thak chuka huun miri jaan yahan se chalta huun

ab agar chahe to logon ke beach le aana

main aaj apne tire darmiyan se chalta huun

na jaane kaise safar men huun mubtala ‘fayyaz’

vahin pe aata huun vapas jahan se chalta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Pari Ki Zulfon Mein Yun Phansa Hua Hai Chand

shabnam-shakeel

Badal Chuki Hai Har Ek Yaad Apni Surat Bhi

Tu Raaz Samjha Nahin Dard Ki Paheli Ka

Sans ukhDi Hui Sukhe Hue Lab Kuchh Bhi Nahin

akbar-masoom

Aisa Ek Maqam Ho Jis Mein dil Jaisi Virani Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet