• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shikast Azmat-e-Pindar Le Ke Aae Hain

Shikast Azmat-e-Pindar Le Ke Aae Hain

poet

shikast azmat-e-pindar le ke aae hain

ham apni ruuh sar-e-dar le ke aae hain

bharosa tutta jaata hai na-khudaon ka

safine ke liye patvar le ke aae hain

ham is ke baad tumhen mithi niind bhi denge

abhi to dida-e-bedar le ke aae hain

safar men saae ki shayad kahin zarurat ho

ham apne kandhe pe divar le ke aae hain

vo dosti to nahin doston ki fitrat hai

mire liye jo mire yaar le ke aae hain

chhuri baghal men dabae hue hain vo ‘asi’

jo apne haath men kuchh haar le ke aae hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Ab Rok Paegi Fasil-E-Shahr Pani Ko

poet

Shanasa-E-Salib-E-Gham Badan Hai

farah-iqbal

Ek Muddat Se Yahan Thahra Hua Pani Hai

Teri Nazar Sabab-E-Tishnagi Na Ban Jae

Zindagi Ki Yahi Kahani Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet