• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Jo bichhDe Hain to Aankhon Ko Bhigote Hi Rahe

Hum Jo bichhDe Hain to Aankhon Ko Bhigote Hi Rahe

ham jo bichhḌe hain to ankhon ko bhigote hi rahe

moti palkon pe hama-vaqt pirote hi rahe

ham to so.e the ghani niind ki chadar oḌhe

ḳhvab kya dekh liya aisa ki rote hi rahe

ya to vo de na sake dard ke lamhon ko ḳhiraj

ya na.e zaḳhm mile hain jinhen dhote hi rahe

is juda.i ki siyah-rat ne sone na diya

ham tiri yaad ke lamhon ko pirote hi rahe

tum ga.e vaqt ke manind rahe ḳhush ‘manzar’

bar-e-gham log na.i nasl ke Dhote hi rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Jo Mumkin Na Ho Mumkin Ye Bana Deta Hai

Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun

poet

Dil Se Arman Nikal Rahe Hain

Mera Dil Dekho Ab Ya Mere Dushman Ka Jigar Dekho

sheikh-ibrahim-zauq

Baadam do Jo Bheje Hain Batwe Mein dal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet