• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan Mein Jaan Tabhi Qais Ke Bas Aati Hai

Jaan Mein Jaan Tabhi Qais Ke Bas Aati Hai

meer-hasan

jaan men jaan tabhi qais ke bas aati hai

naqa-e-laila ki jab bang-e-jaras aati hai

saath dekhun huun kisi ke jo kisi dilbar ko

main bhi ji rakhta huun mujh ko bhi havas aati hai

qais o farhad ke rone ki jab aa jaati hai lahar

koh-o-sahra pe ghata ja ke baras aati hai

zindagi hai to khizan ke bhi guzar jaenge din

fasl-e-gul jiton ko phir agle baras aati hai

jab qafas men the to thi yad-e-chaman ham ko ‘hasan’

ab chaman men hain to phir yad-e-qafas aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tamam Umr Ho Na Pai Wo Nazar Apni

Sat Dariyaon Ka Pani Hai Mere Kuze Mein

Kisi Qatil Se Na Talwar Se Dar Lagta Hai

poet

Haalat Par Nigah Ruton Par Nazar Na Thi

Zindagi KHak Mein Bhi Thi Tere Diwane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet