• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sharik-E-Mahfil-E-Dar-O-Rasan Kuchh Aur Bhi Hain

Sharik-E-Mahfil-E-Dar-O-Rasan Kuchh Aur Bhi Hain

sharik-e-mahfil-e-dar-o-rasan kuchh aur bhi hain

sitamgaro abhi ahl-e-kafan kuchh aur bhi hain

ravan-davan yunhi ai nannhi bundiyon ke abr

ki is dayar men ujḌe chaman kuchh aur bhi hain

ḳhuda kare na thaken hashr tak junun ke paanv

abhi manazil-e-ranj-o-mehan kuchh aur bhi hain

abhi sumum ne maani kahan nasim se haar

abhi to ma.arka-ha-e-chaman kuchh aur bhi hain

abhi to hain dil-e-sha.ir hain saikḌon nasur

abhi to mo.ajiza-ha-e-suḳhan kuchh aur bhi hain

dil-e-gudaz ne ankhon ko de diye aansu

ye jante hue gham ke chalan kuchh aur bhi hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

agha-shayar-qazalbash

Main Khudi Mein Mubtila Khud Ko Mitane Ke Liye

Shabab-E-Mausam Hare Chaman Mein Utarna Hai

puja-bhatia

Aisa Jina Bhi Kya Hai Mar Mar Ke

KHush-Guman Har Aasra Be-Asra Sabit Hua

Wahi Be-Libas Kyariyan Kahin Bel buTon Ke Bal Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet