• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ahl-E-Mohabbat Ki Majburi baDhti Jati Hai

Ahl-E-Mohabbat Ki Majburi baDhti Jati Hai

ahl-e-mohabbat ki majburi baḌhti jaati hai

miTTi se gulab ki duuri baḌhti jaati hai

mehrabon se mahal-sara tak Dheron-Dher charagh

jalte jaate hain be-nuri baḌhti jaati hai

karobar men ab ke ḳhasara aur tarah ka hai

kaam nahin baḌhta mazduri baḌhti jaati hai

jaise jaise jism tashaffi paata jaata hai

vaise vaise qalb se duuri baḌhti jaati hai

girya-e-nim-shabi ki ne.amat jab se bahal hui

har lahza ummid-e-huzuri baḌhti jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Maut Se Aage Soch Ke Aana Phir Ji Lena

waseem-barelvi

Mite Wo dil Jo Tere Gham Ko Le Ke Chal Na Sake

Sara Aalam Teri KHalwat Mein Ganwa baiThe Hain

poet

Hasb-E-Mamul Aae Hain shaKHon Mein Phul Ab Ke Baras

poet

aKHtar Ko to Riye Mein Bhi Hai Aar Kya Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet