• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Ye Surat Gham Ke Bas Izhaar Ki

Hai Ye Surat Gham Ke Bas Izhaar Ki

hai ye surat gham ke bas iz.har ki

Dhaal diije shakl men ash.ar ki

ḳhairiyat matlub hai dildar ki

dastan mat chheḌiye sansar ki

hai ajab surat yahan takrar ki

dil ki manen baat ya dildar ki

ḳhasiyat ye dil ke hai darbar ki

qadr hoti hai yahan bas pyaar ki

hai ḳhushi itne men hi bimar ki

koi surat to hui didar ki

zimmedari tum pe hai ghar-bar ki

harkaten chhoḌo miyan bekar ki

dil men rahte hain magar anjan se

jaane kya marzi hai apne yaar ki

mas.ala pand-o-nasihat ka durust

chhap paḌti hai magar kirdar ki

har ta.alluq ka hai kuchh maqsad ‘sahar’

kaun sunta hai kisi lachar ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zohra-naseem

Kaliyan Chatak Rahi Hain Bahaaron Ki God Mein

farah-iqbal

dard Ka Samundar Hai Sirf Par Hone Tak

Ye Jo Insan KHuda Ka Hai Shahkar

Jine Ka Na Kuchh Hosh Na Marne Ki KHabar Hai

poet

Mera Chehra Bhola O Mahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet