• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sharik-E-KHalwat-E-KHun-Bar thoDi Hota Hai

Sharik-E-KHalwat-E-KHun-Bar thoDi Hota Hai

sharik-e-ḳhalvat-e-ḳhun-bar thoḌi hota hai

ye shahr gham kaa, nigah-dar thoḌi hota hai

shikast o fat.h ke asbab tai-shuda to nahin

jo ek baar ho, har baar thoḌi hota hai

hai ek vaqt muqarrar, vagarna duniya men

koi zaval pe tayar thoḌi hota hai

fareb-e-da.ava-guzari hai, mas.ala kuchh aur

sabhi ko ishq ka azar thoḌi hota hai

lahu ki taal pe aghaz raqs karte hue

idhar udhar se sarokar thoḌi hota hai

ulaTna chahe jo kar-e-munafiqat ka naqab

ye shahr! is ka taraf-dar thoḌi hota hai

lakiren khinchte rahne se ban ga.i tasvir

koi bhi kaam ho, be-kar thoḌi hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Aakhiri Rusumat Ke dauran

Tum Se Multaji Ho Kar Kya Bataen Kya Paya

afroz-rizvi

Ban Ban Ke Bigadti Hai Meri Baat To dekho

haidar-ali-aatish

Bulbul Gulon Se dekh Ke Tujhko Bigad Gaya

Nae Safar Ki Lazzaton Se Jism O Jaan Ko Sar Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet