• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sabr-O-Sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein

Sabr-O-Sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein

poet

sabr-o-sukun kahan hai tire intizar men

dil iḳhtiyar men na nazar iḳhtiyar men

furqat ki baat tak bhi gavara na thi jise

taare vo gin raha hai shab-e-intizar men

allah re ye bada-e-rangin ki shoḳhiyan

zahid ko piini paḌ ga.i ab ki bahar men

yad-e-jamal-e-dost ke qurban ja.iye

taskin pa raha huun dil-e-be-qarar men

jab tum ho mere paas ḳhizan bhi bahar hai

tum hi nahin to kaise lage dil bahar men

‘jauhar’ vo aaj aa.e hain thame hue jigar

kitna asar hai nala-e-be-iḳhtiyar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari

Kya Khabar Thi Ek Bala-e-Na-Gahani Aaegi

kishwar-naheed

Humne Kahne Ko Tumhein dil Se Bhulaya Hua Hai

Mile Bina Hi bichhaDne Ke Dar Se lauT Aae

Usko Mil Kar Dekh Shayad Wo Tera Aaina Ho

Na Sirf Ye Ki Zamane Ka Dhab Dikhai De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet