• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shamil Tu Mere Jism Main Sanson Ki Tarah Hai

Shamil Tu Mere Jism Main Sanson Ki Tarah Hai

shamil tu mire jism main sanson ki tarah hai

ye yaad bhi sukhe hue phulon ki tarah hai

dil jis ka nahin harf-e-mohabbat se shanasa

vo zindagi viran mazaron ki tarah hai

fitrat men hai daulat ke khilaunon se bahalna

ik dost mira shahr men bachchon ki tarah hai

har raat charaghan sa raha karta hai ghar men

ik zaḳhm mire dil men sitaron ki tarah hai

mat kholiyo mujh par kabhi ehsan ke dariche

ghairat mujhe pyari tiri yadon ki tarah hai

patthar sada zillat ke ta.aqub men rahenge

kotahi-e-guftar gunahon ki tarah hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai

poet

Zindagi Ki Chahat Mein Zindagi Se Mat Khelo

allama-iqbal

Ahd-E-Tifli

abdul-hamid-adam

Jam Utha Aur Faza Ko Raqsan Kar

poet

Hilti Hai Zulf Jumbish-E-Gardan Ke Sath Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet