• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai

shikayat kis se hai kis baat ki hai

kami koi nahin kya ye kami hai

nazar-andaz kar ke ye mila hai

ki ab us ko mohabbat ho rahi hai

main ik dariya ka pyasa tha magar ab

usi dariya ko meri tishnagi hai

safar men niind men daftar men ghar men

kisi ki har jagah maujudgi hai

mira gham Dhak liya hai qahqahon ne

ujalon men ghazab ki tirgi hai

ḳhuda hone nahin deta hai mujh ko

mire andar ka vo jo aadmi hai

mohabbat ho ki ho nafrat kisi se

jagah dil men barabar gherti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wada Raha Na Yaad Mere Mast-E-KHwab Ko

Wasl Ki Ummid baDhte baDhte Thak Kar Rah Gai

waseem-barelvi

Kahan Qatre Ki Gham-Khwari Kare Hai

poet

Sahar Hote Hi Ahl-E-Anjuman Ko Nind Si Aai

poet

Nindon Ko Jab KHwab Mein Juta Jata Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet