• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Se Pahle Teri Sham Na Hone Dunga

Sham Se Pahle Teri Sham Na Hone Dunga

shaam se pahle tiri shaam na hone dunga

zindagi main tujhe nakam na hone dunga

uḌte uḌte hi bikhar jaa.en par-o-bal ai kaash

ta.ir-e-jan ko tah-e-dam na hone dunga

bevafa logon men rahna tiri qismat hi sahi

in men shamil main tira naam na hone dunga

kal bhi chaha tha tujhe aaj bhi chaha hai ki hai

ye ḳhayal aisa jise ḳhaam na hone dunga

lagne dunga na hava tujh ko ḳhizan ki main ‘zafar’

phuul jaisa tira anjam na hone dunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gudaz-E-Atish-E-Gham Sin Hui Hain Bawli Ankhiyan

poet

Har Nazar Aashna Nahin Hoti

Tujhse bichhaD Ke Samt-E-Safar Bhulne Lage

Nazar Mein Dhal Ke Ubharte Hain Dil Ke Afsane

Ye Kya Kaha Ki Gham-E-Ishq Nagawar Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet