• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Si Wo Shama Thi Jis Ka Main Parwana Hua

Kaun Si Wo Shama Thi Jis Ka Main Parwana Hua

kaun si vo sham.a thi jis ka main parvana hua

aur phir lau bhi lagi aisi ki divana hua

saqi-e-sar-mast se jab tak ki lene ko baḌhun

haath se girte hi chakna-chur paimana hua

dil harim-e-naz se le kar to ham nikle magar

ho gaya aalam kuchh aisa sab se begana hua

ḳhair thi ulfat men dil ne rang kuchh badla na tha

ab tamasha dekhiyega vo bhi divana hua

ham ne jaane kya kaha logon ne kya samjha use

sarguzisht-e-dard-e-dil thi jis ka afsana hua

faiz saaqi ne badal di surat-e-dil aur hi

pahle paimana tha paimana se mai-ḳhana hua

mere lab tak aate aate kyuun chhalak jaata hai ‘shauq’

jam-e-rangin saghar-e-mul ya ki paimana hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul Ka shaKH Pe Aana Bhi Bura Lagta Hai

Kitna Jaan-Soz Hai Manzar Meri Tanhai Ka

Wo Log Bhi Hain Jo Maujon Se Dar Gae Honge

Jo Meri Pusht Mein Paiwast Hai Us Tir Ko Dekh

poet

Tum Ghair Se Milo Na Milo Main To Chhod dun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet