• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Ko Subh-E-Chaman Yaad Aai

Sham Ko Subh-E-Chaman Yaad Aai

ahmad-nadeem-qasmi

shaam ko subh-e-chaman yaad aai

kis ki khushbu-e-badan yaad aai

jab khayalon men koi mod aaya

tere gesu ki shikan yaad aai

yaad aae tire paikar ke khutut

apni kotahi-e-fan yaad aai

chand jab duur ufuq par duuba

tere lahje ki thakan yaad aai

din shuaon se ulajhte guzra

raat aai to kiran yaad aai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Andhera Itna Nahin Hai Ki Kuchh Dikhai Na De

Baad Marne Ke Bhi Duniya Mein Ho Charcha Mera

Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun

Jism Taza Gulab Ki Surat

Tapte Sahra Mein Ye KHushbu Sath Kahan Se Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet