Sham Kinare Utra Main shaam kinare utra main ho gaya reza reza main jangal ki virani men ḳhamoshi se gunja main tanha.i men raushan huun ek diya yadon ka main sindh kinare huun ‘ḳhurshid’ pyas-bhara mashkiza main
Leave a Reply