• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham-E-Furqat Mila Ye Sahaara Mujhe

Sham-E-Furqat Mila Ye Sahaara Mujhe

poet

sham-e-furqat mila ye sahara mujhe

barha be-kasi ne pukara mujhe

aa gaya haath men jam-e-kaif-afrin

mil gaya hijr-e-gham ka kinara mujhe

kar gaya be-niyaz-e-gham-e-in-o-an

un ki dilkash nazar ka ishara mujhe

inqalab-e-mohabbat ye kya ho gaya

un ka gham bhi nahin ab gavara mujhe

tere jalvon ko thi jab miri justuju

yaad hai aaj tak vo nazara mujhe

laakh ho zer phir bhi gham-e-zindagi

sau saharon ka hai ik sahara mujhe

roz-afzun hai bechargi ishq ki

sujhta hi nahin koi chara mujhe

kah diya un se ‘parvez’ sab hal-e-dil

ḳhamushi de ga.i hai sahara mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sarwat-zehra

Tumhaari Muntazir Yun To Hazaron Ghar Banati Hun

Tere Aane Ka Intizar Raha

poet

chaDhi Tere Bimar-E-Furqat Ko Tab Hai

yasmeen-hameed

Parda Aankhon Se Hatane Mein Bahut der Lagi

KHud Lafz Pas-E-Lafz Kabhi Dekh Sake Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet