• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab Tumhaare Aate Hain

KHwab Tumhaare Aate Hain

ḳhvab tumhare aate hain

niind uḌa le jaate hain

aaj likhenge haal apna

sochte hain Dar jaate hain

ishq bahut sachcha hai ham

taare toḌ ke laate hain

rusva.i ka ḳhauf nahin

shohrat se ghabrate hain

naam tumhara aata hai

yadon men kho jaate hain

dil men dard sa uThta hai

dard men Duube jaate hain

us ka dhyan jab aata hai

ek sukun sa paate hain

baghon men vo jaata hai

phuul bahut sharmate hain

apne ghar vo chain se hai

ham bhi hanste gaate hain

marg-e-musalsal hai lekin

ham zinda kahlate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHayal Mein Ek Na Ek Maze Ki Nai Kahani Hai Aur Hum Hain

waseem-barelvi

Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza Yaro

bashar-nawaz

Waqt Ke Katahre Mein

Sufi

Aah Bharta Hun To Bharne Bhi Nahin deta Hai

Samne Un Ke taDap Kar Is Tarah Fariyaad Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet