• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Kaho Etibar Hai Kis Ka

Na Kaho Etibar Hai Kis Ka

poet

na kaho e’tibar hai kis ka

bevafai shiar hai kis ka

ai ajal sham-e-hijr aa pahunchi

ab tujhe intizar hai kis ka

ishq se main khabar nahin ya rab

dagh-e-dil yadgar hai kis ka

dil jo zalim nahin tiri jagir

to ye ujda dayar hai kis ka

mohtasib puchh mai-paraston se

naam amarz-gar hai kis ka

bazm men vo nahin uthate aankh

dekhna nagavar hai kis ka

pahne phirta hai matami poshak

asman sogvar hai kis ka

chain se so raho gale lag kar

shauq be-ikhtiyar hai kis ka

aap sa sab ko vo samajhte hain

mo’tabar inkisar hai kis ka

yaar ke bas men hai ummid-e-visal

yaar par ikhtiyar hai kis ka

aap ‘bimar’ ham hue rusva

sar-nigun razdar hai kis ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Ashk-E-Khunin Hai Shafaq Aaj Meri Aankhon Mein

poet

Sitam Hai Wo Phir Bad-Guman Ho Raha Hai

Mana Ki Mera Dil Bhi Jigar Bhi Hai Koi Chiz

Tamasha-Gah Hai Ya Aalam-E-Be-Rang-O-Bu Kya Hai

Nazar Nazar Hairani De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet