• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / na kashti hai na fikr-e-na-KHuda hai

na kashti hai na fikr-e-na-KHuda hai

na kashti hai na fikr-e-na-ḳhuda hai

dil-e-tufan-talab ka aasra hai

ilahi ḳhair namus-e-vafa ki

unhen bhi fikr-e-namus-e-vafa hai

subuk-saran-e-sahil jante hain

dil-e-sahil men kya tufan bapa hai

nahin ye naghma-e-shor-e-salasil

bahar-e-nau ke qadmon ki sada hai

farogh-e-mah kya aur kahkashan kya

ye mere mah-e-nau ki ḳhak-e-pa hai

zamane ki ghulami ham-nafas kyuun

zamana aadmi ki ḳhak-e-pa hai

shikayat-ha-e-soz-e-tishnagi kyuun

abhi ‘saghar’ dar-e-mai-ḳhana-va hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Umr Bhar Ki Dosti Ka Han Bharam Rakkha Na Tha

Tum KHwab Mein Aaoge Ye Malum Nahin Tha

Wo Aankh De Qarib Ka Saya Dikhai De

Maulana Rumi

Ain Aatish-e-Ishq Mi-Pazanad Ma Ra

poet

Saf Baaton Se Ho Gaya Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet