• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pur-Lutf Sukun-baKHsh Hawaen Bhi Bahut Thin

Pur-Lutf Sukun-baKHsh Hawaen Bhi Bahut Thin

pur-lutf sukun-baḳhsh hava.en bhi bahut thiin

gulshan men ta.assub ki vaba.en bhi bahut thiin

ḳhud main ne hi rakkha na ḳhayal apna kabhi bhi

ghairon ki kuchh apnon ki jafa.en bhi bahut thiin

surat pe ujale the agar shams-o-qamar ke

zulfon ki siyahi men ghaTa.en bhi bahut thiin

thi ahd-e-javani men mohabbat hi mohabbat

na-karda gunahon ki saza.en bhi bahut thiin

mab.hut the mas.hur the sab dekh ke us ko

shaffaf sarapa tha ada.en bhi bahut thiin

har vaqt mire saath the asbab-e-tabahi

qismat thi ḳharab apni ḳhata.en bhi bahut thiin

ik roz qaza le ga.i bimar ko ‘azam’

the jab ki masiha bhi dava.en bhi bahut thiin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Jo Tanha Rah-E-Talab Mein Chala

Hum Apni Manzilon Ka Aap Hi Naqsha Banate Hain

meer-mehdi-majrooh

Jo Nakhl Ho Khushk Us Ka Phalna Kya Hai

Umr Bhar Thokaren Kha-Kha Ke Sanbhalte Rahna

noon-meem-rashid

Izhaar Aur Rasai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet