• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi

Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi

shaam achchhi hai na sahar achchhi

yaar bhejo koi ḳhabar achchhi

ḳhuub paa.i hai ye nazar achchhi

is taraf hai buri udhar achchhi

hai ye tasvir kitne chehron ki

kahin ankhen kahin kamar achchhi

ab kahin bhi nazar nahin aati

vo jo thi ek rahguzar achchhi

kis taraf jaa.e aadmi aḳhir

hai faza dasht men kidhar achchhi

is men achchha hai kya pata ‘nazim’

mujh ko lagti hai vo magar achchhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Abhi KHayal-O-Nazar Ka Ghubar Rah Mein Hai

majrooh-sultanpuri

Koi Ham-dam Na Raha Koi Sahaara Na Raha

poet

Bara Mahine Hijr Ke Guzre Malal Mein

poet

Kahin Raaz-E-Dil Ab Ayan Ho Na Jae

Itni Fursat Nahin Us Paikar-E-Pindar Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet