• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rishton Ke Jab Tar Ulajhne Lagte Hain

Rishton Ke Jab Tar Ulajhne Lagte Hain

rishton ke jab taar ulajhne lagte hain

aapas men ghar-bar ulajhne lagte hain

maazi ki ankhon men jhank ke dekhun to

kuchh chehre har baar ulajhne lagte hain

saal men ik aisa mausam bhi aata hai

phulon se hi ḳhaar ulajhne lagte hain

ghar ki tanha.i men apne-ap se ham

ban kar ik divar ulajhne lagte hain

ye sab to duniya men hota rahta hai

ham ḳhud se be-kar ulajhne lagte hain

kab tak apna haal bata.en logon ko

tang aa kar bimar ulajhne lagte hain

jab dariya ka koi chhor nahin milta

kashti se patvar ulajhne lagte hain

kuchh ḳhabron se itni vahshat hoti hai

hathon se aḳhbar ulajhne lagte hain

koi kahani jab bojhal ho jaati hai

naTak ke kirdar ulajhne lagte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Mere Pas Jin Raaton Mein Hoga

Hamare Zehn Mein Mahshar Bapa Hai Kya Kiya Jae

Chahat Ko Zindagi Ki Zarurat Samajh Liya

zafar-iqbal

Jahan Mere Na Hone Ka Nishan Phaila Hua Hai

poet

Hai Bhi Aur Phir Nazar Nahin Aati

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet