• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gardish-E-Sayyargan KHub Hai Apni Jagah

Gardish-E-Sayyargan KHub Hai Apni Jagah

gardish-e-sayyargan ḳhuub hai apni jagah

aur ye apna makan ḳhuub hai apni jagah

ai dil-e-ashufta-sar raat andheri hai par

raqs tira sham.a-san ḳhuub hai apni jagah

kaghaz-e-atish-zada teri hikayat hi kya

phir bhi tamasha-e-jan ḳhuub hai apni jagah

hijr-nazhadon ka hai ek alag hi jahan

us se na milna yahan ḳhuub hai apni jagah

sair-e-bayaban-o-dar uqda-kusha niiz

ranj-e-masafat miyan ḳhuub hai apni jagah

chehra-e-bilqis par aankh Thaharti nahin

sub.h-e-yaman ka saman ḳhuub hai apni jagah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Qabu Mein Dil Ho to Kahen Shaida Na Kijiye

Dilon Ke Raaz Sipurd-E-Hawa Nahin Karte

ahmad-faraz

Id-Card

Marne Ka Pata De Mere Jine Ka Pata De

Ab Teri Yaad Se Wahshat Nahin Hoti Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet