• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Majnun Bhi KHairiyat Se Hai Laila Maze Mein Hai

Majnun Bhi KHairiyat Se Hai Laila Maze Mein Hai

majnun bhi ḳhairiyat se hai laila maze men hai

ik tum mire na ho sake duniya maze men hai

titli udaas ho ke chhupi dekhti rahi

phulon se khelta hua bhanvra maze men hai

duniya ke saare rang vahi hain tumhare ba.ad

mujh ko akela karke zamana maze men hai

mausam tumhare husn ke masti shabab ki

rahte ho jis men tum vo ilaqa maze men hai

ai ḳhush-nasib chand ki matvali chandni

us se ye kahna dard ka maara maze men hai

be-rahbar hai ab bhi mira qafila ‘zamir’

lekin vo ḳhush hai us ka qabila maze men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rafta Rafta KHatm Qissa Ho Gaya Hona Hi Tha

Mohabbaton Mein Kabhi Ye Asar Nazar Aae

poet

dil Ko Main Aaj Nasehan Usko diya Jo Ho So Ho

poet

Ajib Shahr Ka Naqsha dikhai deta Hai

Aaj Gum-Gashta KHayalat Ne Chaunkaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet