• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shajar Jalte Hain shaKHen Jal Rahi Hain

Shajar Jalte Hain shaKHen Jal Rahi Hain

shajar jalte hain shaḳhen jal rahi hain

hava.en hain ki paiham chal rahi hain

talab radd-e-talab donon qayamat

ye ankhen umr-bhar jal-thal rahi hain

chamakta chand-chehra samne tha

umangen bahr thiin bekal rahi hain

dabe-panv miri tanha.iyon men

hava.en ḳhvab ban kar chal rahi hain

sahar-dam sohbat-e-rafta ki yaden

mire pahlu men ankhen mal rahi hain

tiri yaad aur be-ḳhvabi ki raten

ye palken aankh par bojhal rahi hain

bahut pechida hain chahat ke andaz

ki ab dil-dariyan bhi khal rahi hain

tarazu hain ḳhirad-mandon ke dil men

vahi baten jo be-aTkal rahi hain

‘ziya’ un sa.aton men umr guzri

khuli ankhon se jo ojhal rahi hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aadil-raza-mansoori

Ek Ek Lamhe Ko Palkon Pe Sajata Hua Ghar

poet

Khudaya Hind Ka Raushan Charagh-E-Arzu Kar de

ghausiya-khan-sabeen

Piya Khamosh Hai Mera

Zulfon Ke Sae Mein Aa Kar Chain Mila Hai Pahli Bar

Mujhe to Ye Bhi Fareb-E-Hawas Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet