• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Patthar Ko Chaha Hai Ye Dil Kaisa Diwana Hai

Kisi Patthar Ko Chaha Hai Ye Dil Kaisa Diwana Hai

kisi patthar ko chaha hai ye dil kaisa divana hai

mohabbat hai ise us se jise chahe zamana hai

karun ankhen jo apni band dikh chehra vo jaata hai

na chhuTega kabhi mar ke bhi ye rishta purana hai

mere marne ke hain jhagḌe to mujh ko mar hi jaane do

meri hi ghalati hai saari yahi us ka bahana hai

do moti dekhe hain main ne bichhaḌte us ki ankhon se

sitare jo juda hain chand se un ko churana hai

bina bole vo mujh se har laḌa.i jiit jaata hai

na hai talvar na ḳhanjar magar jaan ko bachana hai

vo meri qabr pe aaya magar kis haq se aaya hai

chaman barbad kar ke ab charaghon ko bujhana hai

kuaan tha paas ‘qasid’ phir bhi main pyasa hi lauTa huun

use men pi nahin sakta magar ḳhud ko Dubana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chand Taron Ne Bhi Jab raKHt-E-Safar Khola Hai

poet

Ek Barchhi Se Mar Jate Ho

Laraz Raha Tha Falak Arz-E-Haal Aisa Tha

Mujhe Taslim Be-Chun-O-Chura Tu Haq-Ba-Jaanib Tha

Rang to Maujud Ki Taswir Ho Sakte Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet