• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shairi Baat Nahin Garm-E-suKHan Hone Ki

Shairi Baat Nahin Garm-E-suKHan Hone Ki

sha.iri baat nahin garm-e-suḳhan hone ki

shart hi aur hai sha.ista-e-fan hone ki

main ki har-dam mujhe balidgi-e-ruh ki fikr

ruuh ko fikr hai varasta-e-tan hone ki

ram-ba-ram silsila-e-mauj-e-ghazalan-e-ḳhayal

dasht-e-ghurbat ko basharat ho vatan hone ki

partav-e-rang se gulgun hua mamura-e-chashm

dhuum hai ku-e-tamasha ke chaman hone ki

haq-parasti ko yahan kaun hai amada-e-dar

kis ko taufiq hai be-gor-o-kafan hone ki

ya bachega na sahar tak koi darmanda-e-shab

ya sahar hi nahin ḳhakam-ba-dahan hone ki

dard ki sal-girah ḳhair se guzre ‘gauhar’

aa ga.i raat vahi chand-gahan hone ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

paD Gae Kyon Mere Pichhe Hain Ajab Ustad Ji

poet

Bazi Pe dil Laga Hai Koi dil-Lagi Nahin

Ek Aisa Waqt Bhi Sahra Mein Aane Wala Hai

Ji Bahalta Hi Nahin Khaali Qafas Se

Sufi

Jab Khayal Aaya Mujhe Tere Rukh-e-Pur-Nur Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet